Poem: Aurat ka Tasawwur
From the Blog iamzeeshanI wrote this freeverse poem (azaad-nazm) last year, in July I believe, for an open mic session in my town. The open mic was organized by the book club, Books & Beyond, that I am a part of. So, I am finally sharing it here, on International Women's Day. Art by Cheryl Braganza *Aurat ka Tasawwaur* Mujhe fuzool tasawwaur kiya jaata hai, aur Meri churiyan, Mere dupatte, Aur mere zewaron ko, Kamzori ki alamaten. Lafz aurat ko gaali ki tarhan istemaal kiya jaata hai, Ya jazbaat ka unstable majmua bataya jaata hai. Kabhi baat bigar jaaye toh maa, beti, behen ya bahu kehkar tasalli di jaati hai, Jaise ke main bas yehi hoon, aur kuch bhi naheen! Mujhe saans lene ka bhi haq naheen, Mujhe bewaqoof tasawwur kiya jaata hai, Mujhe ek lollipop, Pair ki jooti, Ek naazuk iPhone, Aur pakistanblogs.blogspot.comRead Full Post

0 comments :
Post a Comment